इंतज़ार कि दौलत दिया है प्यार से उसने
दिल लगाकर ,दिल से ही मार दिया उसने
कभी हसाता है कभी रुलाता है वो ज़ीनत को
दिल को ही दिल का बीमार किया उसने
-------------------------कमला सिंह ज़ीनत
वक़्त के हाथों में नसीब है तक़दीर का अजी ज़ीनत
खरीदी न और न बिकती है ,ये तो खुदा से मिलती है
--------------------कमला सिंह ज़ीनत
waqt ke haathon mein naseeb hai taqdeer ka aji zeenat
kharina aur na bikti hai ,ye to khudaa se milti ha hain
-----------------------kamla singh zeenat

Aik.................sher
.............................. ......
Bahut pakiza hai wo naam jisko chaahti hun main
Wazuu se hoke uska naam leti hun saliqe se.
.......................zeenat.
..............................
Bahut pakiza hai wo naam jisko chaahti hun main
Wazuu se hoke uska naam leti hun saliqe se.
.......................zeenat.
Aik........................she r
.............................. ..........
Itna batana kaafi hai mahfil ko mere dost
Main jisko chaahti hun wo mahfil ka noor hai.
.......................zeenat.
..............................
Itna batana kaafi hai mahfil ko mere dost
Main jisko chaahti hun wo mahfil ka noor hai.
.......................zeenat.
Aik..........sher
........................
Aik dewana hai sahra se abhi lauta hai
Chaand taaron ke safar jaisa hai aanaa uska
Kamla singh zeenat.
........................
Aik dewana hai sahra se abhi lauta hai
Chaand taaron ke safar jaisa hai aanaa uska
Kamla singh zeenat.
No comments:
Post a Comment