Monday, 29 July 2013

जिन्दगी

जिंदगी जी रही हूँ ऐसे मैं 
जैसे पानी का बुलबुला हो कोई 
जैसे कश्ती हो बीच धारे में 
जैसे गुलशन हो और बंजर हो 
जैसे बुलबुल हो और गा न सके 
जैसे मन्नत  हो,कबूल ना हो
जैसे हो फूल और खुशबू ना हो  
जैसे दरिया हो और प्यासा हो 
जैसे तितली हो और उड़ ना सके 
जैसे बादल हो और बरस ना सके 
जैसे लश्कर हो और लड़ ना सके 
जैसे दरया हो और ठहरा हो 
जैसे किस्मत हो और फूटी हो 
जैसे दीवार हो और टूटी हो 
बेबसी है फ़क़त खुमारी है 
हर तरफ सिर्फ दुनियादारी है 
हर घड़ी एक बेक़रारी है 
इस तरह जिंदगी हमारी है 
इस तरह जिंदगी हमारी है 
-----------------कमला सिंह 'जीनत'
..................................... zindagi ji rahi hun aise main jaise paani ka bulbulaa ho koi jaise kashti ho beech dhaare mein jaise gulshan ho aur banjar ho jaise bulbul ho aur gaa na sake jaise koi mannat qobuul na ho
jaise ho phul aur khushboo naa ho jaise darya ho auho r pyasa ho jaise titli ho aur ud na sake jaise baadal ho aur baras na sake jaise lashkar ho aur lad na sake jaise darya ho aur thara ho jaise qismat ho aur phuuti ho jaise deewaar ho aur tuuti ho bebasi hai faqat khuumaari hai har taraff sirf duniyaadaari hai har ghadi aik beqaraari hai is trah zindagi hamari hai is trah zindagi hamari hai. kamla singh zeenat.

5 comments: