दिल की ज़मी पे
अश्कों के बारिश में
भींगती रही सारी रात मैं
कुछ कम्पन ,कुछ थकन भी
सिहरती रही सारी रात मैं
बेचैन भी हूँ और
बेतकल्लुस भी हूँ
मूक सी बनी
घुटती रही सारी रात मैं
पल-पल गुजरा
सदियों सा पर
यादों में छुपती रही
सारी रात मैं
निष्ठुर भी है और शायद
निर्दयी भी वो
जिसकी खातिर
जलती रही सारी रात मैं
शमशान बन गया
वो मंजर छन में ही
जिसकी खातिर'जीनत'
मिटती रही सारी रात मैं
-------------------कमला सिंह 'जीनत'
dil ki zami pe
ashqon ki barish me
bhigti rahi sari raat main
pal-pal gujra
sadiyon sa par
yadon me chupti rahi
sarii raat main
nisthur bhi hai aur shayad
nirdyi bhi vo
jiski khatir
jalti rahi sari raat main
shamshaan ban gaya
chhan me vo manjar zeenat
mitti rahi jiski
khatir sari raat main
-------------------kamla singh ;zeenat'
shandaar, dil ko mutassir karne wali, aisa lagta hai mano ki apne jeevan ka koi sach samne rakh diya ho, zehan ko jhakjhor dene wali
ReplyDelete